PDA

View Full Version : Qasidah Nur



abdul518ca
09-05-2005, 08:35 PM
Assalamuaalikum,

There's a Qasida by Imam Ahmed Raza Khan, I think it's called "Qasidah Nur." It goes something like, "Subah taibah main hui...."

I've found many audios of this, but does anyone have the lyrics?

Hypermodestmuslima
09-05-2005, 08:46 PM
Y's it called Qasidah Nur?

:S

Is this Qasidah praising Allah?

Hypermodestmuslima
09-05-2005, 08:46 PM
Umm...I'm stupid but umm...

Does Qasidah nasheeds praising the Prophet (SAW) or has a total meaning altogether

Omar HH
09-05-2005, 09:05 PM
Qasida means hymn, ode, or poetic song.

abdul518ca
09-05-2005, 10:03 PM
It's praising the Nur of the Prophet [saw].

"Main gadha tu baadshah, bhar day piyala noor ka... chaand jhuk jaata jidar ungli utha day mahad main, kiya yay chalta tha isharon par khilona Nur kaa?"

Hypermodestmuslima
09-05-2005, 11:34 PM
Umm...

Even more confused...n/m

abdul518ca
15-05-2005, 03:04 PM
http://www.alahazrat.net/naats/oqadri/ram/allah_ha_allah.ram

faheem
07-07-2005, 07:00 AM
http://www.mediaislam.com/Main.asp?_function=Form&Author_ID=1177&Author_Name=Pukaaro+Ya+Rasoollah+(Muhammad+Awais+Q adiri)&Category=Naat


SUBHA TAYBAA MEIN HUWEE BAT-TAA HE BAARA NOOR KAA

Subha Taybaa mein huwee bat-taa he baara Noor ka
Sadqa lene Noor ka aaya he taara Noor ka

Baagh-e Taybaa mein Suhaana phool phoola Noor ka
Mast boo hai bulbule parti he Kalma Noor ka

Baarahween ke Chaand ka mujraa he Sajdah Noor ka
Baarah Burjon se Jhukaa ik ik Sitaara Noor ka

Aayee Bidat chaayi zulmat rang badlaa Noor ka
Maahe Sunnat mahr-e Tal?at le le badla Noor ka

Tere hi Maathe rahaa ay jaan Sahraa Noor ka
Bakht jaaga Noor ka chamkaa Sitaara Noor ka

Mein Gadaa Tu Baadshah bhar de piyaala Noor ka
Noor din duunaa teraa dedaal Sadqa Noor ka

Taaj Waale dekh kar tera Imaama Noor ka
Sar jhuka te hain Ilaahi bol baalaa Noor ka

Sham?a dil mishkaat tan Seenaa zujaajah Noor ka
Teri Soorat ke liye aayah hai Surah Noor ka!

Too he Saayaa Noor ka har uzw tukra Noor ka
Saaye ka Saaya na hota hai na Saaya Noor ka!

Teri Nasl-e Paak mein he Bachcha Bachcha Noor ka
Too he ?ayn-e-noor tera sab Gharaana Noor ka!

Chaand jhuk jaata jidhar Unglee uthaate Mahd mein
Kyaa hi chaltaa thaa Ishaaron par Khilawnaa Noor ka

Ay Raza ye Ahmed-e Noori ka Fayz-e Noor hai