
Originally Posted by
tazkiyyah
In my country some people think its okay to rip off the kuffar as they r not muslim....
Came across this amazing statement from mawlana thanvi(ra)
Mawlana qasim nantowi(ra) nay is kay mutaliq aik ajeeb baat farmayi jis se maloom hota hai kay kaafir ka maal laina musulmaan kay maal lainay say bhi zyada bura hai.
Chunachay mawlana nay farmaya kay bhaiyee agar kisi ka haqq hi rakhna ho, toh musulmaan ka rakh lay.kaafir ka na rakhay, kyun kay qayamat main zaalim ki naikiya mazloom ko dee jayaingi.
Toh agar kisi musulmaan par zulm kiya, toh namaz roza zalim ka toh iskay bhayi hi ko milain ga.toh agar zaahir mein zulm kiya toh baatin mein qawmi hamdardi bhi to ki kay apni naikiya isko dain dee .Aur agar kaafir ka haq rakha, toh apni naikiya parayain ghar.
Phir iss surat mein...na tumhara bhalla,na iska bhalla. Kyun kay woh toh phir bhi jahanam mein to gaya....
Bahar haal mawlana ki taqreer se maloom huwa kay kaafir ka maal laina musulmaan kay maal lene se zyaada buraa hai
Bookmarks